how to increase computer speed


computer

computer ki speed kaise increase kare 6 best tips - Dosto aap sabhi ne dekha hogo ki jab aap apna laptop khareedkar laate hai tab uski speed bhut acchi hoti hai lekin samay ke sant santh uski speed kamti jati hai ye sab pc me ojood temporary files ke karan hota hai linke bare me hame pata nahi hota hai or hum inhe delete nahi kar pate hai or inki size badhti jati hai or hamara pc sow hota jata hai to aaj hum inhi files ke bare e batane ja rahe hai ki aap kaise in files ko delete kar sakte hai or aapko disk cleanup, disk  defragment ke bare me bhi batayege.

aap ye video bhi dekh sakte hai


#1 temp file delete kare 
Sabse first me aapko windows key+r press karna hai jisse run box open ho jayega fir aapko box me temp likhkar enter press karna hai or jo bhi file open hogi un sabhi ko ctrl+a press karke delete karna hai aapki temp file clean ho gayi hai.

#2 %temp% file delete kare
 
Same vaise hi aapko windows key+r press karna hai jisse run box open ho jayega fir aapko box me %temp%  likhkar enter press karna hai or jo bhi file open hogi un sabhi ko ctrl+a press karke delete karna hai aapki %temp% file clean ho gayi hai.

#3 prefetch file delete kare 
Same vaise hi aapko windows key+r press karna hai jisse run box open ho jayega fir aapko box me prefetch  likhkar enter press karna hai or jo bhi file open hogi un sabhi ko ctrl+a press karke delete karna hai aapki prefetch file clean ho gayi hai.

#4 recent file delete kare 
Same vaise hi aapko windows key+r press karna hai jisse run box open ho jayega fir aapko box me recent  likhkar enter press karna hai or jo bhi file open hogi un sabhi ko ctrl+a press karke delete karna hai aapki recent file clean ho gayi hai.

#5 disk cleanup kare 
Sabse aapko my computer me jakar kisi bhi drive c,d,e par jakar right click karna hai or properties par jakar genera par jana hai vha par disk cleanup likha hogo use press karna hai aapka disk cleanup start ho jayega ye thoda time lega or sari west file k size batayega aapko un file ko karna hai ghabraiye nahi aapka data surakchit rahega sirf temporary file hi delete hogi.

#6 drive ko defragment kare 
Asa karta hu aapko mere dwara di gayi jankari acchi lagi hogi or adhik jankari ki liye hamara bog padhte rahe

Thank you






NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner