Google Adsense Kya Hai Aur Kaise Kam karta Hai

      Google adsense kya hai 


Google Adsense
google adsense - Koi bhi company jise apne product ko sell karna ho to vah us product ki ads dikhayegi or ads dikhane me usko ad agency se contact karna hoga tab ad agency company ko ads ke plan show karegi ki aap ka product kitne din dikhane par kitna charge lagega ye sab final hone par ad agency ads ke poster lagwa deti hai.theek aise hi company google adsense ke pass jate hai or apni ads ka paisa google adsense ko denge google adsense usme se apna hissa nikalkar rakh leta hai or baki paisa google adsense hame dega  google adsense ki ads jab hum lagate  hai to har click par hame google adsense paisa mita hai. Hum keh sakte hai ki

Googe adsense ke dwara google ads deta hai jinhe hum apne blog, youtube channel par lagakar google adsense se paisa kamate hai.

Youtube par google adsense

Youtube ne hal hi me apne google adsense rule badal diye hai or ab new rule ke mutabik aapke youtube channel par total views 10000 ya usse jyada hone chahiye tabhi aap youtube par google adsense se connect ho sakte hai or videos par ads dikha sakte ho.

Youtube ki detail me jankari or youtube se paisa kaise kamay click here

Blog ke liye google adsense


Blog  ko google adsense se connect karne par aapka blog kam se kam 6 month purana hona chahiye or aapke blog par rojana 1000 views hona chahiye tabhi aap google adsense par apply kar sakte ho google adsense par apply karne ke 2 se 3 din me aapka aapka google adsense account approve hoga or yadi nahi hota hai to aap blog ko check kare ki aapne kisi or ka blog ka content copy to nahi kiya ya kisi ka music video photo to apne blog par to nahi dala or yadi apna dala hai to use delete kare or fir se lagbhag 1 week bad  google adsense par apply kare fir aapko google adsense account approve ho jayega.



asha karta hu ki google adsense ki jankari acchi lagi ho google adsens post padhte rahe  thankyou
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner