how to create system restore point in hindi

PC SAFETY BY CREATING RECOVERY POINT


Hello friends aaj mai aapko pc me recovery point kya hota hai or ise kaise create karte hai ke bare e batane jar ha hu.


how to create system restore point in hindi




 lekin usse pehle mai aapko mere laptop ke bare me bata jar rha hu jisse aapko ske bare or or knowledge milegi ek din maine online antivirus download kiya jo ki 30 days ke liye free trial par tha or ha yeh buhut badi antivirus company ka hai jo aaj ke market me top par hai jiska name aapk bhi maloom hoga mai company ka name nahi bata rha hu us antivirush ne 30 din tak work kiya or expire ho gya kyoki 30 din ka trial tha ekin jaise hi maine usko uninsta karne ki kosis ki t vo uninstall nah hua or pc ki speed bhi kum ho gayi ab maine youtube par vdeos dekhkar software uninstaller download kiya or run kiya lekin fir bhi vo uninstall nahi hua mujhe bhut gussa aya fir maine us antivirus ki site par gya or company ka dawa tha ki uska product removal tool antivirus ko uninstall kar dega maine vo download kiya or run kiya or maine dekha ki antivirus sach me uninstall ho gya or mera pc bhi sahi work kar rha tha.


lekin maine jaise hi pc ko restart kiya to mera pc on to ho gaya lekin vo window screen par atak gya matlab freeze ho gya tha na mera keyboard work kar rha tha r na hi mouse sab atak gya tha  atlap pc crash ho gya tha uski window ud gyi thipc me  mera mera iporetant data tha j windw ud jane ke baad bhi recover kar sakte hai s umeed se mai pc theek karwana dukaan gya t vha pata chaa ki mera sara deta to antivirush ke karan delete ho gya tha or jab new window dalwa rha tha to vo antivirus window nah dane de rha tha kafi muskil aai thi lekin pc theek ho hi gya.


Mai nahi chahta ki aapke santh bhi aisa ho or apka sara data chala jay to is problem se bachne ka ek hi tareeka hai pc me recovery point create karna to chaliye start karte hai



 RECOVERY POINT KYA HAI


recovery point data recover karne ka samay hota hai jab aap ise create karte hai to jis date, time par aapn jo recovery point create kiya tha us samay jo aapke pc ki condition thi theek usi condition me pc chala jayega jo data or software us time me aapke pass vo aa jayenge ku milakar aap vapis se us time me chale jayeng  jab aapne recover point create kiya tha.


RECOVERY POINT KAISE CREATE KARE


  1. Aap control panel open kare.

  2. Contro panel open hone ke baad system and security par click kare

  3. Ab aap system par click kare.

  4. Ab Aako left hand side par system protection par click karna hai.

  5. Ab ek new window open hogi jisme sabse neeche atlab bottom me create par cick karna hai.

  6. Ab aapko restore point ka name likhna hai or create par click karna hai.

  7. Congratulation, aapka restore point create ho gya hai ab aapka pc secure hai.



RECOVERY POINT USE KAISE KARE



Jab aapka pc virus ke karan kharab ho jay ya aapki window ud jaye tab aapko neeche di gayi step follow karni hai.

  1. Pc  ko charger se connect kare

  2. Pc  ke on ki button press kare or turant  ESC ki button ko  bar bar press karte rahe jab tak ki aapke pc me kuch likha na aa jaye h sakta hai

  3. Ab system recovery ko select kar iske liye aapko F11 ya system recovery  ke side me jo button bataya gya hoga use press karna hai

  4. Ab aapke pc e new  blue color ki screen aa jaye gi or yadi na aai r pc start ho jay to uper di gai 3 step ko fir se kare aap bar bar kare to ye aajayega or yadi fir bhi nahi aai to pc ki battery nikakar  charger se connect karke pc on kare or fir direct plug se power of kar de isse pc direct shutdown ho jayega fir aap 2 number bali prosses kare.

  5. Ab blue screen me see advanced repair par click kare.
  6. Troubleshoot par click kare.

  7. ab aap advanced option par click kare.
  8. Fir system restore par click kare.

  9. Abb aapk apne pc ka password dana hai or enter matab resotre par click karna hai.


Aapka pc restore hone lga hai is process me 15 se 20 minute ka time lagega r aapka pc restore ho jayega bikul us din jaisa  jis din aapne restore point create kiya tha .


WARNING


  1. Apne pc ka password yaad rakhe.

  2. Uper di gayi process  ke alava kisi or button par click na kare nahi to aapka data bhi ja sakta hai.

  3. Kuch computer me ho sakta hai ye process alag ho to apne vivek se kam le.

  4. Restore point tabhi banay jab pc acchi condition me ho.

  5. Dhyaan rahe light beech me na jay.

  6. Yadi  fir bhi aap restore nahi hua hai to ise computer repairing shop me jay.
This Is The Newest Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
This Is The Newest Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner