How to download youtube video without use any software

# youtube se video kaise download kare

youtube

Aaj ke samay me sabhi youtube par videos to jaroor dekhte hai lekin kai baar hame un videos ko baar baar dekhna padta hai or yadi hum baar baar dekhte hai to huara netpack khata ho jata hai or jo kafi mehnga hota hai or kai baar net ki speed kum hoti hai to hame video atak atak kar show hoti hai r video dekhne ka sara maza kirkira ho jata hai to aise me humko video download karna padta hai log onine kisi bhi youtube video software ko download karta hai or video download karta hai or us software ko download karne me apna data waste karta hai jabki youtube video bina software ke bhi install ho jati hai to  hum aaj aapko is method ke bare me batane ja rahe hai to neeche di gayi jankari ko dhyaan se read kare or follow karte.

#1 step-
Aap chrome  browser [se mobile ko connect kare] open kare or youtube ki us video ko nikale jise aapko download kana hai.

#2 step-

Ab aap sabse top me search box jaha par url www.youtube.in likha hota hai theek www. Ki jagah par aapko SS likna hai or search karna hai
Or ab ek new window open hogi jisme aapki video hogi or uske neeche video ki quality di hogi aap jis quality ki video download karna chahte hai kar sakte hai bus quality choose kare or download par click kare.

Asa karta huk uper di gayi jankari aapko acchi lagi hogi or adhick jankari ke liye hamara bolog read karte rahe.
Thank you
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
NEXT ARTICLE Next Post
PREVIOUS ARTICLE Previous Post
 

Sports

Delivered by FeedBurner